wo gali jahan aksar milte the najre chura ke zamane se
suna hai ab dhoop bhi ni ati waha
wo ped jiski chaho mai ghanto intzar karta tha
waha se ek sadak nikal gai hai
kitna kuch badal gaya ab chehere ke sath
par wo kitab jo chuyi thi tumne kabhi
aaj bhi khusboo se mehkati hai tumhare,
rakha hai salike se use ander ke kamre mai
jahan wo hai, shukun hai aur kuch yaden...
Sanjoy Kanojiya

Comments
Post a Comment