Muddatein-E-Ishq
Muddatein-E-Ishq
muddat hui mulakat huye,
sayad wo bhul gaya hoga!
sayad wo bhul gaya hoga!
aahsas uska ab bhi baki hai kahin,
kisi raste chu kar fir guzar gaya hoga!
kisi raste chu kar fir guzar gaya hoga!
milu usse to sayad ab pehchan na paun,
ki thi mohabbat jisse wo khian kho gaya hoga!
ki thi mohabbat jisse wo khian kho gaya hoga!
shukun dhundta hun shehar ki bheed mai,
tha ghar jis gaon mai,shehar waha bhi bas gaya hoga!!
tha ghar jis gaon mai,shehar waha bhi bas gaya hoga!!
laut jana chahu jo ab,to jaun khan,
ki jis mod pe mile the,waha ab koi ni hoga!
ki jis mod pe mile the,waha ab koi ni hoga!
Comments
Post a Comment